
Jab Koi Nahi Aata
जब कोई नहीं आता
Singer:
Amay Date
Lyricist:
Lyricist Unknown
Album:
Jab Koi Nahi Aata (Single)
Sing along with Karaoke:
हिंदी लिरिक्स
जब कोई नहीं आता,
मेरे साईं आते हैं
जब कोई नहीं आता,
मेरे साईं आते हैं
मेरे दुःख के दिनों में वो,
बड़े काम आते हैं
मेरे दुःख के दिनों में वो,
बड़े काम आते हैं
मेरे नैया चलती है,
पतवार नहीं चलती
किसी और की अब मुझको,
दरकार नहीं होती
मै डरता नहीं जग से
साईं साथ आते हैं
मै डरता नहीं जग से
साईं साथ आते हैं
मेरे दुःख के दिनों में वो,
बड़े काम आते हैं
जो नाम रेट साईं का,
दुःख हल्का हो जाए
जो भक्ति करे साईं की,
साईं उनके हो जाए
बाबा बिन बोले कुछ भी,
पहचान जाते हैं
साईं बिन बोले कुछ भी,
पहचान जाते हैं
मेरे दुःख के दिनों में वो,
बड़े काम आते हैं
शिरडी में साईं का,
पावन इक धाम है
दिन रात साईं का,
सब लेते नाम हैं
सब भक्तो का कहना,
साईं मान जाते हैं
सब भक्तो का कहना,
साईं मान जाते हैं
मेरे दुःख के दिनों में वो,
बड़े काम आते हैं
मेरे मन के मंदिर में,
साईं का वास रहे
कोई पास रहे ना रहे,
बस साईं पास रहे
मेरे व्याकुल मन को,
साईं जान जाते है
मेरे दुःख के दिनों में वो,
बड़े काम आते हैं
जब कोई नहीं आता,
मेरे साईं आते हैं
जब कोई नहीं आता,
मेरे साईं आते हैं
मेरे दुःख के दिनों में वो,
बड़े काम आते हैं
मेरे दुःख के दिनों में वो,
बड़े काम आते हैं
मेरे दुःख के दिनों में वो,
बड़े काम आते हैं
English Lyrics (Roman Hindi)
Jab koi nahin aata,
Mere Sai aate hain
Jab koi nahin aata,
Mere Sai aate hain
Mere dukh ke dino mein woh
Bade kaam aate hain
Mere dukh ke dino mein woh
Bade kaam aate hain
Meri naiya chalti hai,
Patwaar nahin chalti
Kisi aur ki ab mujhko,
Darkaar nahin hoti
Main darta nahin jag se
Sai saath aate hain
Main darta nahin jag se
Sai saath aate hain
Mere dukh ke dino mein woh
Bade kaam aate hain
Jo naam ret Sai ka,
Dukh halka ho jaaye
Jo bhakti kare Sai ki,
Sai unke ho jaaye
Baba bin bole kuchh bhi,
Pehchaan jaate hain
Sai bin bole kuchh bhi,
Pehchaan jaate hain
Mere dukh ke dino mein woh
Bade kaam aate hain
Shirdi mein Sai ka,
Paavan ik dhaam hai
Din raat Sai ka,
Sab lete naam hain
Sab bhakton ka kehna,
Sai maan jaate hain
Sab bhakton ka kehna,
Sai maan jaate hain
Mere dukh ke dino mein woh
Bade kaam aate hain
Mere mann ke mandir mein,
Sai ka vaas rahe
Koi paas rahe na rahe,
Bas Sai paas rahe
Mere vyaakul mann ko,
Sai jaan jaate hain
Mere dukh ke dinon mein woh,
Bade kaam aate hain
Jab koi nahin aata,
Mere Sai aate hain
Jab koi nahin aata,
Mere Sai aate hain
Mere dukh ke dino mein woh
Bade kaam aate hain
Mere dukh ke dino mein woh
Bade kaam aate hain
Mere dukh ke dino mein woh
Bade kaam aate hain
