
Mere Ghar Ram Aaye Hain
मेरे घर राम आये हैं
Singer:
Jubin Nautiyal
Lyricist:
Manoj Muntashir
Album:
Mere Ghar Ram Aaye Hain (Single)
Sing along with Karaoke:
हिंदी लिरिक्स
मेरी चौखट पे चल के आज
चरों धाम आये हैं
बजाओ ढोल स्वागत में
मेरे घर राम आये हैं
कथा शबरी की जैसे जुड़ गयी
मेरी कहानी से
ना रोको आज धोने दो चरण
आखों के पानी से
बहुत खुश हैं मेरे आंसू
के प्रभु के काम आये हैं
बजाओ ढोल स्वागत में
मेरे घर राम आये हैं
तुमको पा के क्या पाया है
सृष्टि के कण कण से पूछो
तुमको खोने का दुःख क्या है
कौशल्या के मन से पूछो
द्वार मेरे ये अभागे
आज इनके भाग जागे
बड़ी लंबी इंतज़ारी हुई
रघुवर तुम्हारी
तब आई है सवारी
संदेशे आज खुशियों के
हमारे नाम आए हैं
बजाओ ढोल स्वागत में
मेरे घर राम आए हैं
दर्शन पा के, हे अवतारी
धन्य हुए हैं नैन पुजारी
जीवन नैया तुमने तारी
मंगल भवन अमंगल हारी
(मंगल भवन अमंगल हारी)
निर्धन का तुम धन हो राघव
तुम ही रामायण हो राघव
सब दुःख हरना, अवध बिहारी
मंगल भवन अमंगल हारी
(मंगल भवन अमंगल हारी)
(मंगल भवन अमंगल हारी)
चरण की धूल ले लूँ मैं
मेरे भगवान आए हैं
बजाओ ढोल स्वागत में
मेरे घर राम आए हैं
मेरी चौखट पे चल के आज
चारों धाम आए हैं
बजाओ ढोल स्वागत में
मेरे घर राम आए हैं
English Lyrics (Roman Hindi)
Meri chaukhat pe chal ke aaj
Chaaron dhaam aaye hain
Bajao dhol swaagat mein
Mere ghar Ram aaye hain
Katha Shabari ki jaise jud gayi
Meri kahaani se
Na roko aaj dhone do charan
Aankhon ke paani se
Bahut khush hain mere aansoo
Ke Prabhu ke kaam aaye hain
Bajao dhol swaagat mein
Mere ghar Ram aaye hain
Tumko paa ke kya paaya hai
Srishti ke kan kan se poocho
Tumko khone ka dukh kya hai
Kaushalya ke man se poocho
Dwaar mere ye abhaage
Aaj inke bhaag jaage
Badi lambi intezaari hui
Raghuvar tumhaari
Tab aayi hai sawaari
Sandeshe aaj khushiyon ke
Hamaare naam aaye hain
Bajao dhol swaagat mein
Mere ghar Ram aaye hain
Darshan paa ke, hey avataari
Dhanya hue hain nain pujaari
Jeevan naiya tumne taari
Mangal bhavan amangal haari
(Mangal bhavan amangal haari)
Nirdhan ka tum dhan ho Raghav
Tum hi Ramayan ho Raghav
Sab dukh harna, Avadh Bihari
Mangal bhavan amangal haari
(Mangal bhavan amangal haari)
(Mangal bhavan amangal haari)
Charan ki dhool le loon main
Mere Bhagwan aaye hain
Bajao dhol swaagat mein
Mere ghar Ram aaye hain
Meri chaukhat pe chal ke aaj
Chaaron dhaam aaye hain
Bajao dhol swaagat mein
Mere ghar Ram aaye hain






