
Parvati
पार्वती
Singer:
Sadhu S. Tiwari
Lyricist:
Sadhu S. Tiwari
Album:
Hanuman Ansh (2026)
Sing along with Karaoke:
हिंदी लिरिक्स
शम्भू, शिव शमभू, भोलेनाथ
जब ज़िद पे आ गई पार्वती
पार्वती, पार्वती
समझाने पहुँचे सप्तऋषि
सप्तऋषि, सप्तऋषि
काय ज़िद कर रही
काय को मर रही
काय ज़िद कर रही
काय को मर रही ऐसे वर के लाने
काय ज़िद कर रही
काय को मर रही ऐसे वर के लाने
जाके शीश पे गंगा,
और गले में डारे फिर रहे साँप
जाके शीश पे गंगा
और गले में डारे फिर रहे साँप
इतने सीधे सादे हैं
सब कहते भोलेनाथ, भोलेनाथ
जाके शीश पे गंगा
और गले में डारे फिर रहे साँप
इतने सीधे सादे हैं
सब कहते भोलेनाथ, भोलेनाथ
ना खपरा ना छपरा
ना फूस की धरे मढ़िया
का खावे को धरो वहाँ
बस रोवत रहत लड़ैया
ना खपरा ना छपरा
ना फूस की धरे मढ़िया
का खावे को धरो वहाँ
बस रोवत रहत लड़ैया
भेष धरे अवधूत फिरे
अब तुमसे का कहे बिन्नू
डोरा डांगर ले घूमें
वे इनके कछुए नइयां
वे इनके कछुए नइयां
काय ज़िद कर रही
काय तप कर रही
काय ज़िद कर रही
काय को मर रही
ऐसे वर के लाने
हाँ ऐसे वर के लाने
जाके शीश पे गंगा
और गले में डारे फिर रहे साँप
जाके शीश पे गंगा
और गले में डारे फिर रहे साँप
इतने सीधे सादे हैं
सब कहते भोलेनाथ, भोलेनाथ
जाके शीश पे गंगा
और गले में डारे फिर रहे साँप
इतने सीधे सादे हैं
सब कहते भोलेनाथ, भोलेनाथ
शम्भू, शिव शमभू, भोलेनाथ
जटा लटा ना कबहूँ सँवारे
दीसत महा भयंकर
मूड़ पे आधो चंदा और
बैला पे घूमे शंकर
जटा लटा ना कबहूँ सँवारे
दीसत महा भयंकर
मूड़ पे आधो चंदा और
बैला पे घूमे शंकर
राम नाम के रसिया हैं वे
और उन्हें क्या चाहने
कामदेव के मर्दनहारी
घर गृहस्थी क्या जाने
वे घर गृहस्थी क्या जाने
काय ज़िद कर रही
काय को मर रही
अरे काय ज़िद कर रही
काय तप कर रही
ऐसे वर के लाने
बिन्नू ऐसे वर के लाने
जाके शीश पे गंगा
और गले में डारे फिर रहे साँप
जाके शीश पे गंगा
और गले में डारे फिर रहे साँप
इतने सीधे सादे हैं
सब कहते भोलेनाथ, भोलेनाथ
जाके शीश पे गंगा
और गले में डारे फिर रहे साँप
इतने सीधे सादे हैं
सब कहते भोलेनाथ, भोलेनाथ
भोले, बम भोले x 3
English Lyrics (Roman Hindi)
Shambhu, Shiv Shambhu, Bholenath
Jab zid pe aa gayi Parvati
Parvati, Parvati
Samjhane pahunche Saptarishi
Saptarishi, Saptarishi
Kaay zid kar rahi
Kaay ko mar rahi
Kaay zid kar rahi
Kaay ko mar rahi
Aise var ke laane
Kaay zid kar rahi
Kaay ko mar rahi
Aise var ke laane
Jaake sheesh pe Ganga,
Aur gale mein daare phir rahe saanp
Jaake sheesh pe Ganga
Aur gale mein daare phir rahe saanp
Itne seedhe saade hain
Sab kehte Bholenath, Bholenath
Jaake sheesh pe Ganga
Aur gale mein daare phir rahe saanp
Itne seedhe saade hain
Sab kehte Bholenath, Bholenath
Na khapra na chhapra
Na foos ki dhare madhiya
Ka khave ko dharo wahaan
Bas rovat rahat ladaiya
Na khapra na chhapra
Na foos ki dhare madhiya
Ka khave ko dharo wahaan
Bas rovat rahat ladaiya
Bhesh dhare avdhoot phire
Ab tumse ka kahe Binnu
Dora dangar le ghumein
Ve inke kachhue naiyaan
Ve inke kachhue naiyaan
Kaay zid kar rahi
Kaay tap kar rahi
Kaay zid kar rahi
Kaay ko mar rahi
Aise var ke laane
Haan aise var ke laane
Jaake sheesh pe Ganga
Aur gale mein daare phir rahe saanp
Jaake sheesh pe Ganga
Aur gale mein daare phir rahe saanp
Itne seedhe saade hain
Sab kehte Bholenath, Bholenath
Jaake sheesh pe Ganga
Aur gale mein daare phir rahe saanp
Itne seedhe saade hain
Sab kehte Bholenath, Bholenath
Shambhu, Shiv Shambhu, Bholenath
Jata lata na kabhun sanvaare
Deesat maha bhayankar
Mood pe aadho chanda aur
Baila pe ghume Shankar
Jata lata na kabhun sanvaare
Deesat maha bhayankar
Mood pe aadho chanda aur
Baila pe ghume Shankar
Ram naam ke rasiya hain ve
Aur unhein kya chahne
Kaamdev ke mardanhaari
Ghar grihasti kya jaane
Ve ghar grihasti kya jaane
Kaay zid kar rahi
Kaay ko mar rahi
Are kaay zid kar rahi
Kaay tap kar rahi
Aise var ke laane
Binnu aise var ke laane
Jaake sheesh pe Ganga
Aur gale mein daare phir rahe saanp
Jaake sheesh pe Ganga
Aur gale mein daare phir rahe saanp
Itne seedhe saade hain
Sab kehte Bholenath, Bholenath
Jaake sheesh pe Ganga
Aur gale mein daare phir rahe saanp
Itne seedhe saade hain
Sab kehte Bholenath, Bholenath
Bhole, Bam Bhole x 3






