
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain
राम राजा भी हैं और तपस्वी भी हैं
Singer:
Jubin Nautiyal
Lyricist:
Dr. Kumar Vishwas
Album:
Ramayana (2026)
Sing along with Karaoke:
हिंदी लिरिक्स
राम श्रृष्टा भी हैं, और श्रृष्टि भी हैं
(राम श्रृष्टा भी हैं, और श्रृष्टि भी हैं)
राम दृष्टा भी हैं, और दृष्टि भी हैं
(राम दृष्टा भी हैं, और दृष्टि भी हैं)
राम जीवन भी हैं, राम मुक्ति भी हैं
(राम जीवन भी हैं, राम मुक्ति भी हैं )
राम हैं खोज भी, राम युक्ति भी हैं
(राम हैं खोज भी, राम युक्ति भी हैं)
राम मनहर भी हैं, और मनस्वी भी हैं
(राम मनहर भी हैं, और मनस्वी भी हैं)
राम राजा भी हैं, और तपस्वी भी हैं
(राम राजा भी हैं, और तपस्वी भी हैं)
सियाबल राम रघुनंदन रघुपति दशरथ
सियाबल राम मर्यादा पुरुषोत्तम
धनुषधारी सियाराम
राम आराध्य हैं, राम आराधना
(राम आराध्य हैं, राम आराधना)
राम हैं साध्य भी, राम ही साधना
(राम हैं साध्य भी, राम ही साधना)
राम मानस भी हैं, राम गीता भी हैं
(राम मानस भी हैं, राम गीता भी हैं)
राम हैं राम भी, राम सीता भी हैं
(राम हैं राम भी, राम सीता भी हैं)
राम हैं धारणा, राम हैं धर्म भी
(राम हैं धारणा, राम ही धर्म भी)
राम कारण भी हैं, राम ही कर्म भी
(राम कारण भी हैं, राम ही कर्म भी)
राम महलों में हैं, राम जंगल में हैं
(राम महलों में हैं, राम जंगल में हैं)
राम हैं शोक में, राम मंगल में हैं
(राम हैं शोक में, राम मंगल में हैं)
राम हर युग में हैं, राम हर पल में हैं
(राम हर युग में हैं, राम हर पल में हैं)
राम हैं आज में, राम ही कल में हैं
(राम हैं आज में, राम ही कल में हैं)
राम गृहस्त हैं, राम हैं सन्त भी
(राम गृहस्त हैं, राम हैं सन्त भी)
राम आरम्भ भी, राम ही अंत भी
(राम आरम्भ भी, राम ही अंत भी)
राम आरम्भ भी, राम ही अंत भी
(राम आरम्भ भी, राम ही अंत भी)
राम आरम्भ भी, राम ही अंत भी
English Lyrics (Roman Hindi)
Ram srishta bhi hain, aur srishti bhi hain
(Ram srishta bhi hain, aur srishti bhi hain)
Ram drishta bhi hain, aur drishti bhi hain
(Ram drishta bhi hain, aur drishti bhi hain)
Ram jeevan bhi hain, Ram mukti bhi hain
(Ram jeevan bhi hain, Ram mukti bhi hain)
Ram hain khoj bhi, Ram yukti bhi hain
(Ram hain khoj bhi, Ram yukti bhi hain)
Ram manhar bhi hain, aur manasvi bhi hain
(Ram manhar bhi hain, aur manasvi bhi hain)
Ram Raja bhi hain, aur tapasvi bhi hain
(Ram Raja bhi hain, aur tapasvi bhi hain)
Siya bal Ram Raghunandan
Raghupati Dashrath
Siya bal Ram Maryada Purushottam
Dhanushdhaari Siya Ram
Ram aaradhya hain, Ram aradhana
(Ram aaradhya hain, Ram aradhana)
Ram hain saadhya bhi, Ram hi sadhana
(Ram hain saadhya bhi, Ram hi sadhana)
Ram maanas bhi hain, Ram Geeta bhi hain
(Ram maanas bhi hain, Ram Geeta bhi hain)
Ram hain Ram bhi, Ram Sita bhi hain
(Ram hain Ram bhi, Ram Sita bhi hain)
Ram hain dhaarana, Ram hain dharm bhi
(Ram hain dhaarana, Ram hi dharm bhi)
Ram kaaran bhi hain, Ram hi karm bhi
(Ram kaaran bhi hain, Ram hi karm bhi)
Ram mahalon mein hain, Ram jangal mein hain
(Ram mahalon mein hain, Ram jangal mein hain)
Ram hain shok mein, Ram mangal mein hain
(Ram hain shok mein, Ram mangal mein hain)
Ram har yug mein hain, Ram har pal mein hain
(Ram har yug mein hain, Ram har pal mein hain)
Ram hain aaj mein, Ram hi kal mein hain
(Ram hain aaj mein, Ram hi kal mein hain)
Ram grihasth hain, Ram hain sant bhi
(Ram grihasth hain, Ram hain sant bhi)
Ram aarambh bhi, Ram hi ant bhi
(Ram aarambh bhi, Ram hi ant bhi)
Ram aarambh bhi, Ram hi ant bhi
(Ram aarambh bhi, Ram hi ant bhi)
Ram aarambh bhi, Ram hi ant bhi
