
Sai Tere Naam Ke Deewane
साईं तेरे नाम के दीवाने
Singer:
Master Saleem
Lyricist:
Ustaad Puran Shahkoti, Saleem Shahzada
Album:
Sai Tere Naam Ke Deewane (Single)
Sing along with Karaoke:
हिंदी लिरिक्स
मस्ती में रंगे मस्ताने हो गए
मस्ती में रंगे मस्ताने हो गए
साईं तेरे नाम के दीवाने हो गए
साईं तेरे नाम के दीवाने हो गए
तेरे बिना दिल कहीं लगता नहीं
मन का चिराग मेरा जलता नहीं
तेरे बिना दिल कहीं लगता नहीं
मन का चिराग मेरा जलता नहीं
सारी दुनिया से बेगाने हो गए
सारी दुनिया से बेगाने हो गए
साईं तेरे नाम के दीवाने हो गए
साईं तेरे नाम के दीवाने हो गए
तेरे बिना कुछ मुझे भाता नहीं
मन को सुकून मेरे आता नहीं
तेरे बिना कुछ मुझे भाता नहीं
मन को सुकून मेरे आता नहीं
लबों पे तेरे ही तराने हो गए
लबों पे तेरे ही तराने हो गए
साईं तेरे नाम के दीवाने हो गए
साईं तेरे नाम के दीवाने हो गए
पेजी सलीम तेरे बच्चे हैं साईं
अक्लों के थोड़े थोड़े कच्चे हैं साईं
पेजी सलीम तेरे बच्चे हैं साईं
अक्लों के थोड़े थोड़े कच्चे हैं साईं
पुरण ये मन के अफ़साने हो गए
पुरण ये मन के अफ़साने हो गए
साईं तेरे नाम के दीवाने हो गए
साईं तेरे नाम के दीवाने हो गए
साईं तेरे नाम के दीवाने हो गए
साईं तेरे नाम के दीवाने हो गए
English Lyrics (Roman Hindi)
Masti mein rang mastane ho gaye
Masti mein rang mastane ho gaye
Sai tere naam ke deewane ho gaye
Sai tere naam ke deewane ho gaye
Tere bina dil kahin lagta nahin
Mann ka chirag mera jalta nahin
Tere bina dil kahin lagta nahin
Mann ka chirag mera jalta nahin
Sari duniya se begaane ho gaye
Sari duniya se begaane ho gaye
Sai tere naam ke deewane ho gaye
Sai tere naam ke deewane ho gaye
Tere bina kuchh mujhe bhata nahin
Mann ko sukoon mere aata nahin
Tere bina kuchh mujhe bhata nahin
Mann ko sukoon mere aata nahin
Labon pe tere hi taraane ho gaye
Labon pe tere hi taraane ho gaye
Sai tere naam ke deewane ho gaye
Sai tere naam ke deewane ho gaye
Peji Saleem tere bachche hain Sai
Aklon ke thode thode kacche hain Sai
Peji Saleem tere bachche hain Sai
Aklon ke thode thode kacche hain Sai
Puran ye mann ke afsaane ho gaye
Puran ye mann ke afsaane ho gaye
Sai tere naam ke deewaane ho gaye
Sai tere naam ke deewaane ho gaye
Sai tere naam ke deewaane ho gaye
Sai tere naam ke deewaane ho gaye
