
Titli Banke Baba Shirdi Mai Udke Aau
तितली बनके बाबा शिरडी में उड़के आऊँ
Singer:
Nana Veer
Lyricist:
Nana Veer
Album:
Titli Banke Baba (Single)
Sing along with Karaoke:
हिंदी लिरिक्स
"बाबा, कुछ सपने थे हमारे
उन सपनों के आप साहिल हुए
ना जाने कब हम आपके
भक्ति के काबिल हुए
कर्ज़दार रहेंगे हम उस
हसीन पल के बाबा
जब आप हमारी ज़िन्दगी में
शामिल हुए"
जब भी मन करे मिलने का, हो
जब भी मन करे मिलने का
बात साईं को सुनाऊँ
जब भी मन करे मिलने का
बात साईं को सुनाऊँ
मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ
मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ
(मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ
मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ)
चोट लगे मुझे तो
दर्द साई को होता है
साई का प्यार भक्तों
ऐसा ही होता है
(साई का प्यार भक्तों
ऐसा ही होता है)
हो साई मेरा विधाता
मेरा अन्न दाता है
साई का नाम लेके
काम हो जाता है
(साई का नाम लेके
काम हो जाता है)
फूलों का हार बनके हो
फूलों का हार बनके
गले में गीर जाऊं
फूलों का हार बनके
गले में गीर जाऊं
मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ
मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ
(मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ
मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ)
तेरे बिन साईं
लगता नहीं मेरा मन
लग गया मुझे
साई बाबा का पागलपन
(लग गया मुझे
साई बाबा का पागलपन)
हो साईं तेरी भक्त में
दिल हो रहा है मगन
साईं से लगी मेरी
जनम जनम की लगन
(साईं से लगी मेरी
जनम जनम की लगन)
ज़िन्दगी ये मेरी बाबा हो
ज़िन्दगी ये मेरी बाबा
तेरी भक्ति में लगाऊं
ज़िन्दगी ये मेरी बाबा
तेरी भक्ति में लगाऊं
मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ
मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ
(मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ
मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ)
हो साई ने जबसे सर पे
हाथ ये रखा है
मिट चूका था साई ने
संभल के रखा है
(मिट चूका था साई ने
संभल के रखा है)
हो तेरे दर्शन का भक्त
कब से भूखा है
ना मिला तू तो बाबा
दिल मेरा दुखा है
(ना मिला तू तो बाबा
दिल मेरा दुखा है)
जब तक चलेंगी साँसे हो
जब तक चलेंगी साँसे
साईं भजन मैं गाऊं
जब तक चलेंगी साँसे
साईं भजन मैं गाऊं
मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ
मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ
(मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ
मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ)
जब भी मन करे मिलने का, हो
जब भी मन करे मिलने का
बात साईं को सुनाऊँ
जब भी मन करे मिलने का
बात साईं को सुनाऊँ
मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ
मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ
(मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ
मैं तितली बनके बाबा
शिरडी में उड़के आऊँ)
English Lyrics (Roman Hindi)
"Baba, kuch sapne the hamare
Un sapnon ke aap saahil hue
Na jaane kab hum aapke
Bhakti ke kaabil hue
Karzdaar rahenge hum us
Haseen pal ke Baba
Jab aap hamari zindagi mein
Shaamil hue"
Jab bhi man kare milne ka, ho
Jab bhi man kare milne ka
Baat Sai ko sunaaun
Jab bhi man kare milne ka
Baat Sai ko sunaaun
Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun
Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun
(Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun
Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun)
Chot lage mujhe to
Dard Sai ko hota hai
Sai ka pyaar bhakton
Aisa hi hota hai
(Sai ka pyaar bhakton
Aisa hi hota hai)
Ho Sai mera vidhaata
Mera ann daata hai
Sai ka naam leke
Kaam ho jaata hai
(Sai ka naam leke
Kaam ho jaata hai)
Phoolon ka haar banke ho
Phoolon ka haar banke
Gale mein gir jaaun
Phoolon ka haar banke
Gale mein gir jaaun
Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun
Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun
(Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun
Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun)
Tere bin Sai
Lagta nahin mera man
Lag gaya mujhe
Sai Baba ka paagalpan
(Lag gaya mujhe
Sai Baba ka paagalpan)
Ho Sai teri bhakt mein
Dil ho raha hai magan
Sai se lagi meri
Janam janam ki lagan
(Sai se lagi meri
Janam janam ki lagan)
Zindagi ye meri Baba ho
Zindagi ye meri Baba
Teri bhakti mein lagaun
Zindagi ye meri Baba
Teri bhakti mein lagaun
Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun
Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun
(Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun
Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun)
Ho Sai ne jabse sar pe
Haath ye rakha hai
Mit chuka tha Sai ne
Sambhal ke rakha hai
(Mit chuka tha Sai ne
Sambhal ke rakha hai)
Ho tere darshan ka bhakt
Kab se bhookha hai
Na mila tu to Baba
Dil mera dukha hai
(Na mila tu to Baba
Dil mera dukha hai)
Jab tak chalengi saanse ho
Jab tak chalengi saanse
Sai bhajan main gaaun
Jab tak chalengi saanse
Sai bhajan main gaaun
Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun
Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun
(Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun
Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun)
Jab bhi man kare milne ka, ho
Jab bhi man kare milne ka
Baat Sai ko sunaaun
Jab bhi man kare milne ka
Baat Sai ko sunaaun
Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun
Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun
(Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun
Main titli banke Baba
Shirdi mein udke aaun)
